Best Urdu Poetry: Kabhi haqeeqat me bhi 1

Urdu Poetry: Kabhi haqeeqat me bhi

Urdu Poetry: Kabhi haqeeqat me bhi

Kabhi Haqeeqat Me Bhi Badhaya Karo Taaluk Hamse,
Ghalib Ab Khwaabon Ki Mulaakaat Se Tassali Nahi Hoti….

Urdu Poetry: Kabhi haqeeqat me bhi

कभी हक़ीक़त में भी बढ़ाया करो ताल्लुक़ हमसे,
अब ख़्वाबों की मुलाक़ातों से तसल्ली नहीं होती !

English Translation of urdu poetry by Mirza Ghalib

Sometimes increase your relationship with us even in reality,
Ghalib is no longer satisfied with the meeting of dreams….

Click on the link for greatest love shayari

Follow us on instagram

Click & follow for Ghalib Ki Shayari Images on Pinterest

Ghalib Best Poetry 1: Wo aaye ghar mein

Ghalib Best Poetry : Wo aaye ghar mein

Ghalib Best Poetry : Wo aaye ghar mein (Full Poem in Roman English)

ye hum jo hijr mein diwar-o-dar ko dekhte hain
kabhi saba ko kabhi nama-bar ko dekhte hain

wo aaye ghar mein hamare khuda ki qudrat hai
kabhi hum un ko kabhi apne ghar ko dekhte hain

nazar lage na kahin us ke dast-o-bazu ko
ye log kyun mere zakhm-e-jigar ko dekhte hain

tere jawahir-e-turf-e-kulah ko kya dekhen
hum auj-e-tala-e-lal-o-gohar ko dekhte hain – Mirza Ghalib

Ghalib Best Poetry : Wo aaye ghar mein (Full Poem in Hindi)

ये हम जो हिज्र में दीवार-ओ-दर को देखते हैं
कभी सबा को कभी नामा-बर को देखते हैं

वो आए घर में हमारे ख़ुदा की क़ुदरत है
कभी हम उन को कभी अपने घर को देखते हैं

नज़र लगे न कहीं उस के दस्त-ओ-बाज़ू को
ये लोग क्यूँ मिरे ज़ख़्म-ए-जिगर को देखते हैं

तिरे जवाहिर-ए-तुर्फ़-ए-कुलह को क्या देखें
हम औज-ए-ताला-ए-लाला-ओ-गुहर को देखते हैं – मिर्ज़ा ग़ालिब

मायने
हिज्र = बिछोह, दोवारो-दर = दीवारे और दरवाजे, नामाबर = पत्र वाहक, दस्तो बाजू = हाथो और बाहों को, जख्मे-जिगर = दिल के घाव

Click on for Greatest creations of poetry

Source